Bahut alfaz daanton se pees dale hain
gham apne maine kuch aise sambhale hain
ab chahu bhi to dikhta nahi ankho se kuch bhi,
itni andekhi hum ta-umr karte aaye hain
teri zafao ke charche bhi jane log ab kuch to
bahut wafa ke tere kisse sab sunte aaye hain
har ek shaksh dekh mund leta hai aankhein
bada gurur tha humko ki aaftab laye hain
Char din ka tamasha hai zamana ye sara
bekar hi PANDIT tu phir dil ko uljhaye hai